You are currently viewing ALHUMDULILLAHIL LAZEE AAFANI MIM MAB TALAKA BIHI WA  FAZZALANI ALA KASEERIM MIM MAN KHALAQA TAFZEELA

ALHUMDULILLAHIL LAZEE AAFANI MIM MAB TALAKA BIHI WA FAZZALANI ALA KASEERIM MIM MAN KHALAQA TAFZEELA

Spread the love

ALHUMDULILLAHIL LAZEE AAFANI MIM MAB TALAKA BIHI WA FAZZALANI ALA KASEERIM MIM MAN KHALAQA TAFZEELA

When you see a person in distress, recite this

Hadith in English

Hazrat Umar (may Allah be pleased with him) narrated that Hazrat Muhammad (peace be upon him) said:
When you see a person in distress, recite this supplication

Supplication

ALHUMDULILLAHIL LAZEE ‘AAFANI MIM MAB TALAKA BIHI WAFAZZALANI ‘ALA KASEERIM MIM MAN KHALAQA TAFZEELA

Translation

All praise is due to Allah, Who has saved me from this situation. Has afflicted you and has made me superior to many of His creatures.

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK THE BELOW LINK

Museebat zadah ko dekhkar ye Dua padhe

………………………………………………………….

Museebat zadah ko dekhkar ye Dua padhe

Hadith in Roman Urdu

Hazrat umar (RA) riwayat karte hain ke Hazrat Muhammad (SAW) ne irshaad farmaya jab museebat zadah ko

dekho tho ye dua padho

Dua
Upar waali Dua Padhein

Tarjumah

Sab Tareefein Allah ke liye hai jinhone mujhe ishaal se bachaya aur jisme tumhe mubtala kiya aur isne mujhe apni bahut si makhlooq par fazeelat di

………………………………………..

To Protect From grief recite this Seven times Morning and Evening

Hadith in English

Hazrt Abu Darda (RA) says that Hazrt Muhammad (peace be upon him) said Recite this supplication 7 times in the morning and evening. Recite it with virtue or without virtue. Allah Almighty will bless him in this world and hereafter.

Supplication

Hasbiyallahu laa ilaaha illa huwa alayhi tawakkaltu wahuwa Rabbul ‘arshil azeem

Translation

Allah is sufficient for me. There is none worthy of worship but Him I have placed my trust in Him. He is the Lord of the Majestic throne

……………………………………………

Is Dua ko padhne se ranj aur gam door hojayenge

Hadith in Roman Urdu

Hazrt Abu Darda (RA) farmate hain ke Hazrt Muhammad (SAW) ne irshaad farmaya: jo shaks subah aur shaam 7 martaba ye dua padhe fazeelat ke saath padhein ya fazeelat ke yakheen ke baghair padhein tho Allah iske duniya aur aakhirat ke tamaam ghamonse hifazat farmayenge

Dua 

Recite the above-mentioned supplication

Tarjumah

Allah mere liye kaafi hai, iske siwa koi ibadat ke laaiqh nahin hai, mein ne ispar bharosa kiya hai, woh aali shaan taqht ka maalik hai

……………………………………….

Branches of Imaan

Hadith in English

It is narrated on the authority of Hazrat Abu Hurayrah (RA) that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: There are more than seventy branches of faith. The best branch of them is to say La ilaha illal laah and the lowest branch is to remove the painful things from the path and modesty is one (important) branch of faith.
(Muslim)

Advantage: The fact of modesty is that it persuades man to avoid wrongdoing and prevents him from neglecting the truth.

Imaan Ki Shakhein

Hadith in Roman Urdu

Hazrat Abu Huraira (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Imaan ki sattar se ziyada shaakhein hain un mein sab se afzal shaakh Laa ilaha illal laah ka kehna aur adna shaakh takleef denay wali
cheezon ka rasta se hatana hai aur haya imaan ki ek (ahem) shaakh hai. (muslim)

Faidah : Haya ki haqeeqat yeh hai ke woh insaan ko ghalat kaam se bachney par amada karti hai aur sahib
haq ke haq mein kotahi kar ne se rokti hai.

*********************************

What is Imaan?

Hadith in English

It is narrated on the authority of Abu Umamah (RA) that a man asked the Prophet (peace and blessings of Allah be
upon him) what is faith?

The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: When you are happy with your good deeds and you are saddened by your bad deeds, then you are believers.

Imaan Kya hai?

Hadith in Roman Urdu

Hazrat Abu Umamah (RA) se riwayat hai ke ek shakhs ne Rasoolullah (SAW) se sawal kiya ke imaan kya hai?
Aap (SAW) ne irshad farmaya: Jab tum ko apne achay amal se khushi ho aurapne buray kaam par ranj ho tho tum momin ho.

*********************************


Spread the love

This Post Has One Comment

Leave a Reply