You are currently viewing Allahumma gharatin nujoom, wa hada’atil oyoon, wa anta Hayyun Qayyoom, la ta-khuzuka sinatuw wala nawm. Ya Hayyu ya Qayyum, ahdi layli wa an’im ‘ayni.

Allahumma gharatin nujoom, wa hada’atil oyoon, wa anta Hayyun Qayyoom, la ta-khuzuka sinatuw wala nawm. Ya Hayyu ya Qayyum, ahdi layli wa an’im ‘ayni.

Spread the love

DUA FOR INSOMNIA

Allahumma gharatin nujoom, wa hada’atil oyoon, wa anta Hayyun Qayyoom, la ta-khuzuka sinatuw wala nawm. Ya Hayyu ya Qayyum, ahdi layli wa an’im ‘ayni.

 

Supplication 

Allahumma gharatin nujoom, wa hada’atil oyoon, wa anta Hayyun Qayyoom, la ta-khuzuka sinatuw  wala nawm. Ya Hayyu ya Qayyum, ahdi layli wa an’im ‘ayni.

 

Translation

O Allah, the stars have gone away and the eyes have rested and you are alive and sustaining, neither sleep nor sleep comes to you. O living and sustaining one, give me rest that night and let my eye rest.

 

*****************************

EXAMPLE OF THIS WORLD COMPARE TO AAKHIRAT:

Hadith in English

Hazrat Musturad bin Shaddad (may Allah be pleased with him) says that the Prophet (peace and  blessings of Allah be upon him) said: 

Example of Duniya with water 

By Allah, the example of this world as compared to the hereafter (Aakhirat) is as if  one of you dipped his finger into the river and took it out, then he saw how much water was on his finger. That is, just as the water on the finger is very little compared to the river, so the life of this world is very little compared to the Hereafter (Aakhirat).

Hadith in Roman Urdu

Hazrat mastoorad bin Shadad (RA) farmatay hain ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya : Allah ta’ala ki qasam duniya ki misaal akhirat ke muqaabla mein aisi hai

Duniya ki misaal paani se

jaisay tum mein se koi shakhs apni ungli darya mei daal kar nikalay phir dekhe ke paani ki kitni miqdaar lagi hui hai y’ani jis tarah ungli par laga huwa pani darya ke muqaabla mein bohat thoda hai  aisay hi duniya ki zindagi akhirat ke muqaabla mein bohat thodi hai.

***********************

Goldsmith event in English

It is well known that Ibn Jawzi (RA)

wrote that there was a goldsmith who

used to fill his house with water by a

young man for eighteen or twenty years.

Young Man came:
One day when he came to fetch
water and his wife opened the
door, he filled it with water but
He took his wife’s hand and
pressed it is with lust.
Goldsmith came:

When he came home in the afternoon,

he saw her crying and asked,

“What happened?” She said that she

had been working for eighteen or

twenty years and we had so much

confidence. It turned out to be so

unfortunate that today she grabbed

me by the arm and pressed me with

lust then the goldsmith got tears in his

eyes, his wife asked him Why are you

crying? He said that it was not his fault,

it was my fault.

What happened when a woman came:
Today a woman came to me to buy jewelry. She bought bangles. She said, “Dress me a little. I found her hands beautiful. I pressed her hands with lust. As a result, my wife’s hands became lustful. “pressed by someone. Then he said: Today I repent and I promise that I will not be so negligent after today that he left after a while. I’msorry I never did that again,after a while the same water filler came knocking on the door.

The wife asked who it was.

The water filler came toapologize.

Excuse me. I will never do that again.

Goldsmith Event in Roman Urdu

Mashhoor waqiah hai Ibn Jozi ne yeh

likha hai farmatay hain ke ek sunaar

tha is ke ghar aik nojawan athaara

bees saal se pani bhara karta tha ek

din jab woh pani dene ke liye aaya

aur uski biwi ne darwaaza khola tho

is ne paani tho bhara magar un ki biwi

ka haath pakad kar shehwat se dabaya.

Sunaar ghar aaya?

Jab dopehar ke waqt woh ghar aaya

is ne dekha ke biwi rorhi hai poocha

kya huwa? kehnay lagi yeh athaara

bees saal se kaam kar raha tha itna

hamein is par a’etmaad tha, yeh aisa

badbkhat nikla ke aaj is ne mera bazoo

pakad kar shehwat ke sath dabaya tho

is sunaar ki aankhon se ansoo aagaye

biwi ne poocha aap kyun rorhe hain?

woh kehnay laga ke yeh is ka qasoor

nahin hain

Aurat jab sunaar ke dukaan aayi:

ye mera qasoor hai aaj mere paas ek

aurat zewar kharidne aayi thi is ne

choodian khareedain, kehnay

lagi mujhe zara pehnao mujhe uskay

haath khoobsoorat lagey mein ne

uskay hathon ko shehwat se dabaya,

uskay nateeja mein meri biwi ke

hathon ko shehwat se dabaya gaya,

phir woh kehnay laga aaj mein tauba

karta hoon aur wada karta hoon ke

aaj ke baad aisi kotahi nahi karoon

ga yeh kehkar woh chala gaya thodi

der ke baad wohi  paani bharnay

wala aaya darwaaza khitkhitaya

biwi ne poocha kon ho kehnaylaga

pani bharnay wala ma’azirat karne

aaya hoon mujhe maaf kar dein mein

aaj ke baad aisa kabhi nahi karoon ga.

Quotes: 

“jaisi karni waisi bhrni na

manay to karkay dekh”

“jannat bhi hai dozakh bhi

hai na manay to marke dekh”

********************

Allahumma at’im man at’amanee wasqhi man saqhaanee you may like this also

 


Spread the love

Leave a Reply