Allahumma inni a’auzu bika minal hammi wal huzni wa a’auzu bika minal ajzi wal kasli wa a’auzu bika min galabatid dayni wa khahrir rijaal
Hadith in English
Hazrt Abu Saeed Khudri (may Allah be pleased with him) narrated that one day when the Prophet (peace
and blessings of Allah be upon him) came to the mosque, he saw an Ansari man whose name was Abu Umamah (RA).
The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: I see you sitting alone in the mosque except at the time of prayer. Hazrt Umamah (may Allah be pleased with him) said:
O Messenger of Allah (PBUH)! I am surrounded by sorrowsand debts. I will teach you a prayer. When you recite it, Allah will take away your sorrow and pay off your debt. Hazrt Abu umamah (may Allah be pleased with him) said:
O Messenger of Allah (may peace be upon him) Be sure to teach. He said, “Recite this prayer in the morning and in the evening.”
Supplication
Allahumma Innee a’auzu
bika minal hammi walhuzn.
Wa a’auzubika minal
ajzi wal kasl.
wa a’auzu bika minal
bukhli wal jubni
wa a’auzu bika min
galabatid dayn wa khahrir rijaal
Translation
O Allah I seek protection from worries and sadness and I seek protection from weakness and laziness and I seek protection from miserliness and cowardliness and I seek protection from overpowering debts and being overpowered by people.
***************************
To watch the video plz click on the below link
***************************
Hadith in Roman urdu
Hazrt Abu saeed Khudri (RA) riwayat karte hain ke ek din Rasoolullah (SAW) masjid tashreef laye tho aap ki nazar ek ansaari shaks par padhi jin ka naam Abu Umamah tha.
Rasoolullah (SAW) ne irshaad farmaya Abu Umamah kya baat hai mein tumhe namaz ke waqt ke alawah masjid mein alag baitha hua dekh raha hoon
Hazrt Abu Umamah (RA) ne irshaad farmaya ya Rasoolullah (SAW) mujhe gamon aur qarzon ne gher rakha hai Aap ne irshaad farmaya kya mein tumhe ek dua sikha doon jab tum isko padhoge tho Allah tumhare gham door
kardenge aur tumhara qarz utaar denge
Hazrt Abu Umamah (RA) ne farmaya zaroor sikhadein Rasoolullah (SAW) ne farmaya subah aur shaam ye dua padha karo
Dua
Recite the above-mentioned Dua ☝
Tarjumah
Aye Allah mein pareshaaniyon aur udaasi se hifazat chahta hoon. Mein kamzori aur kahili se
hifazat chahta hoon. Mein badgumaani aur buzdili se hifazat chahta hoon. Mein qarz par dabau daalne
aur logon par dabau daalne se hifazat chahta hoon.
***********************
Your Deeds were made & protection from every evil – Recite this below supplication
Hadith in English
Hazrt Anas bin Malik (RA) narrates that Hazrt Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) said: When you leave home recite this supplication it is said that the angels say: Your deeds were made and you will be protected from every evil. Shaitan will get disappointed and gets away from it.
Supplication
Bismillahi Tawakkaltu ‘alal laahi la haula wala quwwata illa billah.
Brother where it says “wa a’auzu bika minal bukhli wal jubn. ” I think it should be written ” wa a’auzu bika minal jubni wal bukhli”
Allahumma inni a’udhu bika minal-hammi wal hazan, wa a’udhu bika minal-‘ajzi wal-kasal wa a’udhu bika minal-jubni wal-bukhul wa a’udhu bika min ghalabatid-dayn wa qahrir-rijal.
(Sahih Al-Bukhari, 7/158)