Allahumma ma asbaha bee min ni’matin
Hadith in English
Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) said: Whoever recites this supplication in the morning he gives thanks to Allah for the blessings of that day, Whoever recites this supplication in the morning he gives thanks to Allah for the blessings of that day,
Supplication
Allahumma maa asbaha bee min ni’matin aw bi-ahadim min khalqika faminka wahdaka
laa shareeka lak falakal-hamdu walakash-shukr
Translation
O, Allah! Whatever blessing I have risen upon this morning is from You Alone, You have no partner. So, Praise is to thee, and thanks be to Thee.
*********************************
Subah Aur Shaam Allah Ka Shukriya Ada Karne Ke Liye Ye Dua Padhe
Hadith in Roman Urdu
Hazrt Muhammad (SAW) ne irshaad farmaya ke jo shaks subah ko ye Dua padhe tho isne is din ke Allah ke in’aamaat ka shukriya ada kardiya Aur Agar Shaam ko padhe tho is raat ke Allah ke in’aamaat ka shukriya ada kardiya.
Dua
Recite the above-mentioned supplication
Tarjumah
Ya Allah Subah ki jo ni’matein mere paas hai wo sirf teri he di hui hai,tera koi shareek nahin, pas tere liye hamd hai aur tere liye he shukr karta hoon.
***************************
TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK
https://www.youtube.com/watch?v=xp8d2cx0eJc
***************************
Read This Supplication When You Wear Clothes
Kapade Pehanne Ki Dua
Hadith in English
It is narrated on the authority of Anas (may Allah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: Read this supplication when you wear clothes
Supplication
Alhumdulil lahil lazee kasaanee haaza wa razaqaneehi min ghairi haulim minnee wala quwwah
Translation
All praise is due to Allah who clothed me with this garment and without my effort and strength, and then his previous and next sins are forgiven.
********************************
TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK N THE BELOW LINK
https://www.youtube.com/watch?v=gd3IljhOGw8
********************************
Hadith in Roman Urdu
Hazrt Anas (RA) se riwayat hai ke Huzoor (SAW) ne irshaad farmaya jis ne kapada pehan kar ye dua padhi tho iske agle pichle gunah ma’af hojate hain. Agle gunah ma’af hone ka matlab ye hai ke aaindah Allah apne is bande ki gunahon se hifazat farmayenge
Dua
Recite the above-mentioned dua
Tarjumah
Tamaam Taareefein Allah ke liye hain jinho ne mujhe ye kapda pehnaya aur meri koshish aur taqhat ke baghair
mujhe ye naseeb farmaya
**************************
Hadith in English
Hazrt Umar Ibn-e-Khattab (may Allah be pleased with him) said: I heard the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) say: Whoever wears new clothes, recite this dua and then alms to the old clothes in life. After death, you will be safe and secure. Allah will forgive his sins.
Dua
Alhumdulil lahil lazee kasaanee maa o waree bihi ‘auratee wa atajammalu bihi fee hayatee.
Translation
All praise is due to Allah who clothed me with these garments, from which I hide my seventy and adorn myself
with them in my life.
**************************************
TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK N THE BELOW LINK
https://www.youtube.com/watch?v=gd3IljhOGw8
**************************************
Hadith in Roman Urdu
Hazrt umar bin khattab (RA) riwayat karte hain ke mein ne Rasoolullah (SAW) ko ye irshaad farmate hue suna jo shaks naya kapda pehen kar ye dua padhe, phir puraane kapade ko sadaqah karde tho zindagi mein aur marne ke baad Allah ki hifazat aur amaan mein rahega aur iske gunahon par Allah parda daale rakhega.
Dua
Recite the above-mentioned Dua
Tarjumah
Tamaam Taareefein Allah ke liye hain jinho ne mujhe ye kapda pehnaya, In kapadon se mein apna satar chupata hoon aur apni zindagi mein inse zeenath haasil karta hoon.