You are currently viewing Allahummak fini bihalalika an haramika wa aghnini bifazlika amman siwaak

Allahummak fini bihalalika an haramika wa aghnini bifazlika amman siwaak

Spread the love

Allahummak fini bihalalika an haramika wa aghnini bifazlika amman siwaak

Hadith in English

A slave came to Hazrt Ali (RA) and asked, “I am not able to pay the fixed amount. Please help me. “Hazrt Ali  (RA) said, Did I tell you those words? Which, the prophet (PBUH) taught me. If you have debt equal to the size of a mountain in Yemen, Allah Almighty will pay it. Recite this prayer.

Dua

Allahummak fini bihalaalika ‘an haraamika wa aghnini bifazlika ‘amman siwaak

Translation

O Allah, grant me enough of what You make lawful so that I may dispense with what You make unlawful, and enable me by Your grace to dispense with all but you.

*********************************

Es Dua ko padhne se pahad ke barabar bhi qarz ho tho ada hojaye ga

Hadith in Roman Urdu

Ek ghulam Hazrt Ali (RA) ki khidmat mein haazir hokar arz kiya mein tay shudah maal ada nahi kar pa raha hoon. Aap meri madad farmaiye,Hazrat Ali (RA) ne irshaad farmaya kya mein tumhe woh kalimaat na sikha doon jo mujhe Rasoolullah (SAW) ne sikhaye the agar tum par yemen ke seer pahad ke barabarbhi qarz ho tho bhi Allah ada kardenge tum ye dua padho

Dua

Recite the above-mentioned dua

Tarjuma

Ya Allah haraam se bachate hue apne halaal ke zariye tu meri kifayat farma aur apne fazal ke zariye tu mujhe apne gair se be nayaz farma de.

*************************

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

https://www.youtube.com/watch?v=GxpvjiHNkRg

*************************

Sawari Ki Dua

RECITE THIS SUPPLICATION WHILE RIDING

HADITH IN ENGLISH

Hazrt Rabiah (RA) narrates that I came to Hazrt Ali (may Allah be pleased with him) An animal was brought in front of him for riding. When he put his foot in the saddle, he said Bismillah. Then he sat on the back of the horse and said, Alhumdulillah “Praise be to Allah.”  Then read this supplication

DUA

Subhanallazee sakhkhar-lana haaza wama kunna lahoo muqhrineen.Wa inna ilaa rabbina la-mun qhaliboon

TRANSLATION

Glory be to Him Who gave us control over this ride, when we were not able to control it, and surely we are going to return to our Lord.

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

https://www.youtube.com/watch?v=rlWpUSAaZ5c

*************************

MAZDOOR KA PASEENAH  KHUSKH HONE SE PEHLE

Hadees in Roman Urdu

Hazrat Abdulla bin Umar (RA) Riwayat karte hain ke Huzoor (SAW) ne irshaad farmaya Mazdoor ka paseenah khuskh hone Se pehle iski mazdoori de diya karo

BEFORE THE LABORER’S SWEAT DRIES UP

Hadith in English

Hazrat Abdullah bin Umar (RA) narrates that the Messenger of Allah, peace, and blessings be upon him, said: Pay the laborer his wages before his sweat dries up. (Ibn Majah)

*************************

DESCRIBE THE VIRTUES NOT VICES

Hadith in English

Hazrat Abdulla bin Umar (RA) narrates that the Messenger of Allah (PBUH) said: Describe the virtues of your (Muslim) dead and do not describe their vices. (Abu Dawood)

ACHAYI  BAYAN  KARO  NA KE BURAAYI

Hadees in Roman Urdu

Hazrat Abdulla bin Umar (RA) Riwayat karte hain ke Huzoor (SAW) ne irshaad farmaya Apne musalmaan murdon ki Khoobiyan bayan kiya karo Aur inke buraaiyan bayan na karo

*************************

BEWARE OF ENVY

Hadith in English

It is narrated by Hazrat Abu Huraira (RA) that the Prophet (PBUH) said: Beware of envy. Jealousy consumes the good deeds of a person like fire consumes wood or grass. (Abu Dawood)

HASAD SE BACHO

Hadees in Roman Urdu

Hazrat Abu Hurairah (RA) se riwayat hai ke Nabi Kareem (SAW) ne irshad farmaya: Hasad se bacho
Hasad aadmi ki nekiyon ko is tarah kha jaata hai jis tarah aag lakdi ko ya ghaans ko kha jaati hai.

*************************


Spread the love

Leave a Reply