Dua for protection against every kind of sudden harm
Hadith in English
Hzrat Usman bin ‘Affan (RA) reported: The Messenger of Allah said, “He who recites thrice every morning and evening nothing will harm him.
Supplication
Bismillahil lazee la yazurru ma`a ismihi shaiy’un fil-arzi wala fis-samai, wa Huwas- Samee`ul-`Aleem
Translation
(In the Name of Allah with Whose Name there’s protection against all kinds of harm within the earth or within the heaven and He is that the All-Hearing and All- Knowing)
***********************************
Es Dua ko Padhne se Achanak Museebat se Hifazat hogi
Hadith in Roman Urdu
Hzrat usman bin affan (RA) farmate hain ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Jo shaks har subha aur shaam ko is dua ko padhta hai ise koi nuksaan nahi pahunchega.
Dua
Recite the above-mentioned Dua
Tarjumah
Allah ke naam ke saat jiska naam zameen ya aasmaan mein har tarah ke nuksaan se mehfooz hai aur woh sunne wala aur janne wala hai
WATCH THIS VIDEO
***************************************
When it is evening recite this supplication
Hadith in English
Hzrat Abu Hurayrah (RA) says: The Prophet Muhammed (SAW) used to say this to his Companions
Supplication 1
Allahumma Bika Amsaina
Wa Bika Asbahna
Wa Bika Nahya Wa Bika Namootu
Wa Ilaikal maseer
Supplication 2
Amsaina wa Amsal mulku
lillahi rabbil ‘Aalameen.
Allahumma innee asaluka
khaira hazal laili fat’haha wa
nasraha wa nooraha wa barkataha
wa hudaha wa a’uzubika min
sharri ma feeha
wa sharri ma b’adaha
Translation
O Allah by your power we entered within the evening and by your power, we entered within the morning time and by your power we die and are available to you.
**************************************
Jab Shaam ho tho ye Dua Padhe
Hadith in Roman Urdu
Hzrat Abu Hurerah (RA) kehte hain ke Rasoolullah (SAW) apne sahaba ko yeh farmatay thay jab shaam ho to yeh dua padhay
Dua
Recite the above-mentioned Dua
Tarjumah
Aye Allah teri qudrat se hum shaam ke waqt mein daakhil hue aur teri qudrat se hum subah ke waqt mein daakhil hue aur teri qudrat se hum jeetay martay hain aur teri taraf jana hai
*******************************
Hazrat Muhammad (SAW) after every obligatory prayer
Praying for his ummah
Hadith in English
Hazrath Ayesha (may Allah be pleased with her) said: When I once saw the Messenger of Allah (may peace be upon him) happy, he said: O Messenger of Allah! Pray to Allah Almighty for me. He said: O Allah, forgive all the past and present sins of Ayesha and also forgive those sins which she has done secretly and openly.
Hearing this prayer, I laughed so happily that my head went to my lap. The Prophet (peace and blessings of Allah
be upon him) said: Are you very happy with my supplication?
I said: Why am I not happy with your prayer? The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: By Allah! This is the prayer I ask for in every prayer for my ummah.
Hazrat Muhammed (SAW) har Farz Namaz ke ba’ad
Apni Ummat ke liye Dua karna
Hadith in Roman Urdu
Hazrat Aisha (RA) farmaati hain ke jab mein ne Rasoolullah (SAW) ko ek martaba khush dekha to arz kya :
Ya Rasoolullah (SAW)! mere liye Allah taala se Dua farmadey Aap ne irshad farmaya :
Aye Allah Aisha (RA) ke aglay pichle tamam gunah maaf farmadey aur un gunaaho ko bhi maaf farmadey jo is
ne chup kar kiye aur alania kiye. is dua ko sun kar mein khushi mein itna hansi ke mera sar meri goad se ja laga.
Rasoolullah (saw) ne irshad farmaya : kya tumhe meri dua se bohat khushi horahee hai? mein ne kaha : mujhe aap
ki dua se khushi kyun na ho? Aap (SAW) ne irshad farmaya: Allah ki qasam! ? Ye dua tho mein apni ummat
ke liye har namaz mein mangta hoon.
*****************************