You are currently viewing ITIKAAF KI FAZEELAT

ITIKAAF KI FAZEELAT

ITIKAAF KI FAZEELAT

Hadith in English

Hzrat Ibn-e-Abbas (may Allah be pleased with him) was once reclining (Itikaaf) in the Prophet’s  Mosque. A person came greeted him and sat down quietly. Ibn-e- ‘Abbas (may Allah be pleased with him) said to him, “I see you sad and upset.

He Said What Is Matter?

He said, “O cousin of the Prophet (PBUH) Of course, I am scared that so-and-so has a right to me, I can’t able to pay it. Hzrat Ibn-e-Abbas (RA) said: It is better for me to intercede for you. He said, As you see fit, Abbas (RA) came out of the mosque in his shoes. He said You have forgotten your I’tikaaf. I have heard from him Prophet (PBUH) that a person who goes about his brother’s business and  makes an effort is better than 10 years of I’tikaaf. Whoever observes I’tikaaf for the sake of Allah one day, Allah will make 3 trenches between him and Hell, The distance of which is wider than the distance  between the heavens and the earth.This is the virtue of one day I’tikaaf, so what is the virtue of ten years of I’tikaaf?

 
**********************

Hadith in Roman Urdu

Hzrat Ibn-e-Abbas (Raziyallahu Anhu) ek martba masjid nabwi me the aap ke paas ek shaks aaya aur salaam kar ke chup chaap bait gaya. Hzrat Ibn-e-Abbas (Raziyallahu Anhu) ne is se farmaya ke mein tumhe gham zada aur pareshan dekh raha hoon kya baat hai, is ne kaha ke aye Rasool (SAW) ke chacha ke betay beshak pareshan hoon ke falan ka mujh par haq hai mein uskay ada karne par Qadir nahi hoon Hzrat Ibn-e-Abbas (Raziyallahu Anhu) ne farmaya ke achchaa kya mein is se teri sifarish karoon.is ne arz kiya jaisa aap munasib samjhein, Hzrat Ibn -e- Abbas (Raziyallahu Anhu) yeh sun kar joota pehan kar masjid se bahar tashreef laaye, is shakhs ne arz  kiya ke aap apna Itikaaf bhool gaye, farmaya bhoola nahi hoon balke mein Aap (SAW) se suna hai jo shaks–apne bhai ke kisi kaam mein chalay phiray aur koshish kare 10 baras ke Itikaaf se afzal hai

Ek Din Ki Itikaaf Ki Fazilat

Jo shaks ek din ka bhi Itikaaf Allah ki razaa ke wastay karta hai tho Allah uskay aur Jahannam ke darmiyaan 3 khandaqein aad farmate hain jin ki masafat aasman aur zameen ke darmiyani masafat se ziyada chaudi hai. Ek din ki Itikaaf ki yeh fazeelat hai tho das baras ki Itikaaf ki kya fazeelat hogi

**********************

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

https://youtu.be/dgJW3SIHd1A

**********************

Allah Almighty has stated one of the attributes of the believers

Hadith in English

1. Allah Almighty has awakened one of the attributes of the believers that they turn away from useless things.

2. Allah Almighty has stated one of the attributes of the believers: And they do not engage in vain talk, and if they pass by vain gatherings by chance, they do so with seriousness and dignity.

3. Allah says when they hear nonsense, they turn away from it.

4. Allah Almighty has instructed Muslims! If a wicked person comes to you with  news (in which someone has a complaint, investigate the news thoroughly, lest you rely on it and harm a people out of ignorance). You have to regret what you did.

*****************************

Allah ta’ala ne imaan walon ki ek sifat irshad farmai

Hadith in Roman Urdu

1. Allah ta’ala ne imaan walon ki ek sifat Irshad farmai ke wo log bekar laya’ni baton se a’araaz karte hain.

2. Allah ta’ala ne imaan walon ki ek sifat yeh bayan farmai hai: Aur woh behooda baton mein shaamil nahi hotay aur agar ittifiaqan behooda majlison ke paas se guzren tho sanjeedgi aur sharafat ke sath guzrjate hain.

3. Allah ta’ala ka irshad hai: aur jab koi behooda baat suntay hain tho is se muhn phair letay hain.

4. Allah ta’ala ka irshad hai: musalmano! Agar koi shareer tumahray paas koi khabar le kar aaye (jis mein kisi ki shikayat ho tho is khabar ki khoob chhaan been kar liya karo kahin aisa na ho ke tum is ki baat par a’etmaad kar ke kisi qaum ko nadani se koi nuksaan pouncha do phir tumhe apne kiye par pachtaana padhay

*****************************

This Post Has 2 Comments

Leave a Reply