You are currently viewing NAMAZ KE WAAJIBAAT

NAMAZ KE WAAJIBAAT

Spread the love

NAMAZ KE WAAJIBAAT

How many obligations (Waajibaat) of prayer?

1. It is obligatory to set aside, the first two rakats of the prayers for recitation

2. In addition to the third and fourth rakats of the obligatory prayers,  Recitation of surah Al – fatiha  in every rakats of all prayers
 
3. Recitation of a surah after surah Al – fatiha, in the first two rakats of the obligatory prayers and in all the rakats of the obligatory and sunnah and nafil prayers
 

4. Recitation of surah Al – faatiha before surah

5. Establishing order in recitation and ruku and in prostrations and rakats

6. Khaumah means getting up from bowing and standing up straight
 
7. Jalsa means sitting upright between the two prostrations
 
8. To perform ruku, sajdah etc., with satisfaction
 
9. In the prayers of three and four rakats after two rakats the amount of tashahhud should be it
 
10. Recite tashahhud in both the rules
 
11. To recite aloud the Fajr, Maghrib, Isha,  Jumu’ah, Eid, Taraweeh.
 
12. Separation from prayers with the word salam
 
13. Saying takbir for qunoot in Namaz-e-witr and  reciting Dua Qunoot
 
14. Saying extra takbeer in the prayers of both Eid’s
 
 
**************************
 

Namaz ke wajibaat kitne
hain aur kaunse?

NAMAZ KE WAAJIBAAT

1) Farz namazon ki pehli do rakaaton ko qirat ke liye muqarrar karna

2) Farz namazon ki teesri aur chauthi rakaat ke alawah, tamam namazon ki har rakaat  mein surah faatiha padhna
 
3) Farz namazon ki pehli do rakaaton  mein aur waajib aur sunnat namazon ki tamaam rakaaton mein surah faatiha ke baad koi surah padhna
 

4) Surah faatiha ko surah se pehle padhna

5) Khirat aur rukoo mein aur sajdon aur rakaton mein tarteeb khaem karna
 
6) Khaumah karna yaani rukoo se uth kar seedha khada hona
 
7) Jalsa yaani dono sajdon ke darmiyan mein baithna
 
8) Ruku sajdah ko itminaan se achi tarah ada karna
 
9. Teen aur chaar rakat wali namaz mein do rakaton ke baad tashahhud ki miqdaar baithna
 
10) Donon khaidon mein tashahhud padhna
 
11) Imam ko namaz-e-Fajr, maghrib, isha, jumuah,eidain, taraweeh aur ramzan ke witron mein awaaz se qirat karna
 
12) Lafze salaam ke saath Namaz se alahidah hona
 
13) Namaz-e-witr mein qunoot ke liye takbeer kehna aur Dua-e-qunoot padhna
 
14) Dono eidain ki namaz mein zayad takbeer kehna
 
**************************
 

Duties of ablution

There are four duties of ablution

1) Washing the entire face from forehead hair to just below, from one ear to the other.

2) Wash both hands, including the elbows

3) Wiping the feet

4) Wash both feet, including the ankles

**************************

Wazu Ke Faraaiz

Wazu ke chaar (4) faraaiz hain

1) Peshani ke baal se thoodi ke neeche tak. Ek kaan ke lau se doosre kaan ke lau tak. Poore chehre ka dhona

2) Dono haaton ko kehniyon samaet dhona

3) Pau sar ka masah karna

4) Dono paaun tukhne samet dhona

**************************

Duties of Bathing

The three duties of Bathing

1.Gargling (rinsing while fasting)

2.Pouring water up to the soft bone of the nose

3.Pouring water all over the body. Don’t keep a hair dry

**************************

Gusul ke faraaiz

Gusul ke teen (3) faraaiz hain

1) Gargara karna (Roze ki haalat mein kulli karna)

2) Naak ki naram haddi tak paani pahunchana

3) Poore badan par paani bahana ek baal barabar bhi sookha nahi rehna

**************************

Ghusl Ki 5 Sunnatein (English):

1) Dono Haath dhona Ghatton tak dhona

2) Istanja karna aur Jahan najasat lagi ho use saaf karna

3) Niyyat Karna (Napaaki door karta hoon paaki haasil karta hoon)

4) Pehle wazu Karna

5) Tamaam badan par 3 baar paani bahana

**************************

There are five sunnahs in ghusl (Roman Urdu):

1) Washing both hands up to the joints

2) Doing Istanja & washing the place where najasat is on the body

3) The intension to remove impurity

4) Firstly do Ablution

5) Pouring water on the whole body three times

**************************

Recite this supplication whenever you saw something Pleasant & unpleasant

 


Spread the love

Leave a Reply