You are currently viewing Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

Spread the love

Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

Hadith in English

Hazrat Abu Hurayrah (may Allah be pleased with him) narrated Huzoor (SAW) said  that my ummah has been given five specific things about Ramadan, which the first ummahs have not received..

Five Specific Things About Ramadan

1. The stench of their mouth is more pleasing to Allah than musk.

2. The second is that the river fishes pray for them and keep on praying till the time of Iftar.

3. Paradise is adorned for them every day, then the Almighty says that it is near that my righteous servants (throw the hardships of the world from above them and come to you).

4. In it the rebellious devils are imprisoned so that they cannot reach the evils which they can reach in non-Ramadan.

5. Forgiveness is granted to those who are fasting on the last night of Ramadan.

The Companions (may Allah be pleased with them) asked: Is this night of forgiveness the night of Qadr?

He said no, but the rule is that the labourer is paid at the end of the work.

The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) has mentioned five characteristics in this hadith which are a special reward from Allah for this ummah and the fasting people of the first ummah were not blessed. 

**********************

Five characteristics of Ramadan

First Characteristic:

Mouth odor means that the smell of the mouth of a fasting person which occurs in a state of hunger is more desirable in the sight of Almighty than musk.

In the Hereafter, the Almighty will reward this stench with fragrance, which will be better than musk. When they are removed from the graves on the Day of Resurrection, it will be a sign that a fragrance which is better than mushk will come from the mouth of the fasting person.

The third meaning, which is better than these two in the humble opinion of the servant, is that in the world, the value of this smell is more pleasing to Allah than the fragrance of musk.

Even the stench of someone who is in love and affection is better than a thousand fragrances for fascination. Fasting is one of the most beloved acts of worship of Almighty God. For this reason, it is said that angels reward every good deed, but I reward fasting myself because it is pure for me.

It is narrated from some shaykhs that in return I give myself and what could be a higher reward than meeting a beloved. It is narrated in a hadith that the door to all acts of worship is fasting, that is, fasting enlightens the heart, due to which the desire for every act of worship is created, but fasting does not mean just going hungry.

According to the Hanafis, a toothbrush is mustahabb at all times, because the toothbrush causes tooth decay, and the smell mentioned in the hadith is about emptying the stomach, not the teeth.

Second Characteristic:

The article has appeared in various traditions. According to some traditions, angels ask forgiveness for it.

The characteristic of fishes is apparently because Allah has said: When the Almighty loves a servant, he says to Jibriel, “I like such and such a person, love him too.”

So the people of heaven love him and then acceptance is given to him on earth and the general rule is that everyone loves those who live near him, but his love is so common that all around Not only the inhabitants but also the animals. Fishes living in river also.

Third characteristic:

The third characteristic is the adornment of heaven. It has also been mentioned in many traditions. According to some traditions, the paradise for Ramadan begins from the beginning of the year, and the rule is that the person who arrives as soon as he arrives, is arranged in advance. The wedding is arranged months in advance.

Fourth Characteristic:

The fourth characteristic is to imprison the rebellious devils, due to which the force of sin is reduced. For this reason, the number of sins in this month is so much that it is excessive, but in spite of this, it is observed and the researcher says that the overall sins are greatly reduced. There are so many alcoholic drunkers that they do not drink in Ramadan.

The Prophet (peace and blessings
of Allah be upon him) said:

When a person commits a sin, a black spot appears in his heart. If he truly repents, he is washed away, otherwise he remains attached If he sins a second time, the second dot appears, his heart becomes completely black, the good things do not reach his heart. The Almighty has instructed him in His Holy Qur’an that their hearts have become rusty.

Fifth Characteristic:

The fifth characteristic is that on the last night of Ramadan, all the fasting people are forgiven.

**************************

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

https://youtu.be/eikrJXP76PY

**************************

Related Posts 

1. Virtue and Benefits of Itikaaf

2. About Shab-e-Qadr 

******************************

Hadith in Roman Urdu

Hazrat Abu Hurairah (RA) ne Huzoor (SAW) se naqal kiya ke meri ummat ko ramadaan shareef ke baray mein paanch cheezein makhsoos taur par di gayi hain, jo pehli ummaton ko nahi mili hain

1.Ek yeh ke un ke moo ki badbu Allah ke nazdeek mushk se ziyada pasandeedah hai.

2.Doosra yeh ke un ke liye darya ki machhliyan tak dua karti hain aur iftaar ke waqt tak karti rehti hain.

3.jannat har roz un ke liye aarasta ki jati hai, phir haq taala shanahu farmatay hain ke qareeb hai ke mere naik bande ( duniya ki mushaqqatein apne oopar se phenk kar teri taraf aavٴein.

4.Iis mein sarkash shayateen qaid kar diye jatay hain ke woh ramadaan mein un buraiyon ki taraf nahi pahonch satke, jin ki taraf ghair ramadaan mein pahonch satke hain.

5,Ramadaan ki aakhri raat mein roza daaron ke liye maghfirat ki jati hai. sahaba (RA) ne arz kiya ke yeh shab maghfirat shab qadr hai? farmaya nahi, balkay dastoor yeh hai ke mazdoor ko kaam khatam honay ke
baad mazdoori de di jati hai.

Nabi kareem (SAW) ne is hadees pak mein paanch cheezein aisi hain, jo is ummat ke liye haq taala shanahu ki taraf se makhsoos inaam hui aur pehli ummat ke roza daaron ko marhamat nahi hui, kash hamein is Ne’mat ki qader hoti.

Pehli Qusoosiyat:

Moo ki boo ka matlab awwal yeh ke roza daar ke moo ki badbu jo bhook ki haalat mein ho jati hai haq taala shanahu ke nazdeek mushk se bhi ziyada pasandeeda hai .

haq taala shanahu akhirat mein is badbu ka badla aur sawab khushbu se ataa farmaenge, jo mushk se ziyada umdah aur dimagh parwar hogi. qayamat mein jab qabron se utein ge to yeh alamat hogi ke roza
daar ke moo se ek khushbu jo mushk se bhi behtar hogi, woh aaye gi.

Roza haq ta’ala shanahu ki mehboob tareen ibadaton mein se hai. isi wajah se irshad hai ke har naik amal
ka badla malaika dete hain magar roza ka badla mein khud ataa karta hoon is liye ke woh khalis mere liye
hai, aur mehboob ke milnay se ziyada ooncha badla aur kya ho sakta hai.

ek hadees mein irshad hai ke saari ibadaton ka darwaaza roza hai yani roza ki wajah se qalb Munawar ho jaata hai, jis ki wajah se har ibadat ki raghbat paida hoti hai magar jab hi ke roza bhi roza ho. hanafi ke nazdeek miswaak har waqt mustahab hai, is liye ke miswaak se danton ki boo zaail hoti hai aur hadees mein jis boo ka zikar hai woh me’ade ke khaali honay ki hai, nah ke danoton ki.

Doosri Qusoosiyat:

Doosri khusoosiyat machhliyon ke istaghfar karne ki hai, is se maqsood kasrat se dua karne walon ka bayan hai.

Machhliyon ki khusoosiyat is wajah  se hai ke Allah ka irshad Jo log imaan laaye aur achay a’amaal kiye haq taala shanahu un ke liye (duniya hi mein mohabbat farmayenge aur hadees pak mein irshad hai :

jab haq taala kisi bande se mohabbat farmatay hain to hazrat jibrael (AS) se irshad farmatay hain ke mujhe falan shakhs pasand hai tum bhi is se mohabbat karo, woh khud mohabbat karne lagtay hain aur aasman par aawaz dete hain ke falan bandah Allah ka pasandeeda hai tum sab is se mohabbat karo, pas aasman walay is se mohabbat karte hain lekin is ki mohabbat itni aam hoti hai ke aas paas rehne walon hi ko nahi balkay darya ke rehne walay janwaron ko bhi is se mohabbat hoti hai ke woh bhi dua karte hain,

Teesri Qusoosiyat:

Teesri khususiyat jannat ka muzayyan hona hai.yeh bhi bohat si riwayaat mein warid huwa hai,baaz riwayaat mein aaya hai ke saal ke shuru he se ramadaan ke liye jannat ko aarasta karna shuru ho jaata hai aur qaida ki baat hai ke jis shakhs ke anay ka jis qadar ehtemaam hota hai, utnaahi pehlay se is ka intizam kiya jataa hai, shaadi ki tayyariyan mahino pehlay se kiya jaata hai.

Chauthi Qusoosiyat:

shayateen ka qaid hona hai ke jis ki wajah se iska zor kam ho jata hai, ramadaan mubarak mein rehmat ka josh aur ibadat ki kasrat kaafi tha ke shayateen behkanay mein bohat he koshish karte aur paon choti ka zor khatam kar dete hain aur is wajah se gunahon ki kasrat is mahine mein itni ho jati hai ke had se ziyada lekin bawajood is ke yeh mushahida hai kitne sharaabi aisay hain ke ramadaan mein khususiyat se nahi peetay

Nabi kareem (SAW) ka irshad hai ke jab aadmi koi gunah karta hai to is ke qalb mein ek kaala nukhta lag
jata hai, agar woh sachhi tauba kar leta hai to dhul jaata hai warna laga rehta hai aur agar doosri martaba gunah karta hai to doosra nuqta lag jata hai hatta ke is ka qalb bilkul siyah ho jata hai, phir khair ki baat is ke qalb tak nahi pahunchti is ko haq taala shanahu ne apne kalaam pak mein irshad farmaya hai ke un ke quloob zang alood ho gaye

Paanchvi Qusoosiyat:

Paanchvi qusoosiyat ye hai ke Ramazan Mubarak ki aakhri raat tamaam rozedaron ki maghfirat ho jaati hai.


Spread the love

This Post Has 3 Comments

Leave a Reply