You are currently viewing Subhanakallahumma wabihamdika ash hadu al laa ilaha illa anta astaghfiruka wa atoobu ilaik

Subhanakallahumma wabihamdika ash hadu al laa ilaha illa anta astaghfiruka wa atoobu ilaik

Spread the love

Subhanakallahumma wabihamdika ash hadu al laa ilaha illa anta astaghfiruka wa atoobu ilaik

WHEN YOU GET UP FROM THE MEETINGS RECITE THIS SUPPLICATION

Hadith in English

Hazrt Abu Barzah Aslami (RA) narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to recite this supplication in the last days of his life when he intended to get up from the meeting. One person said: O Messenger of Allah! Nowadays, your routine is to recite a dua which was not before. The Prophet (PBUH) said: This prayer is the expiation of the Majlis

Supplication

Subhanakallahumma wabihamdika

ash hadu al laa ilaha

illa anta astaghfiruka

wa atoobu ilaik

Translation

O, Allah! You are pure,

I praise you, I bear witness that

there is no god but you,

I ask forgiveness from you and

I repent to you.

********************

TO WATCH THE VIDEOS PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

JHOOT BOLNE KI SAZA

********************

MAJLIS KE IQHTETAAM PAR PADHE

Hadith in Roman Urdu

Hazrat Abu Barzah Aslami(RA) riwayat karte hain ke Rasoolullah (SAW) ka mamool umar mubarak ke aakhri zamane mein ye tha ke jab masjlis se uthne ka iraadah farmate tho ye dua padhte👆

Ek shaks ne arz kiya ya Rasooullah (SAW) aaj kal aapka ma’mool ek dua ke padhne ka hai jo pehle nahin tha.

Rasoolullah (SAW) ne farmaya ye Dua majlis ka kaffarah hai. 

Dua

Recite the above – mentioned Dua 

Tarjumah

Aye Allah aap paak hain, mein aapki ta’reef bayan karta hoon, mein gawahi deta hoon ke aapke siwa koi ma’abood nahi, mein aapse ma’afi chahta hoon aur aapke saamne taubah karta hoon.

********************

WHEN YOU ENTER IN TO THE GRAVEYARD RECITE THIS SUPPLICATION

Hadith in English

It is narrated on the authority of Hazrt Buraidah (RA) that the Prophet (PBUH) taught the Sahaabah (RA) to say this when they go to the graveyard. 

Supplication 1

Assalamualaikum ahlad diyar, minal-mu’mineena walmuslimeena, wa ‘innaa ‘in shaa’ Allahu bikum laahiqoona as’alullaaha lanaa wa lakumul ‘aafiyata.

Supplication 2

Assalamualaikum yaa ahlal quboor. Yaghfirullahu lanaa wa lakum wa antum salafunaa wa nahnu bil asar

Translation

Peace be upon you believers and Muslims of this  of course, we will meet you soon, Insha Allah. We ask Allah Almighty for our well-being and yours
********************

Hadith in Roman Urdu

Hazrt Buraidah (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW), sahaba (RA) ko sikhate the jab woh qabrastan jaayein tho is tarah kahen

 
Dua
Recite the above-mentioned Dua 
 
Tarjumah

Es basti ke rehne walon  momino aur musalmano tum par salaam ho, bila shubah hum bhi  insha Allah tumse
‘anqareeb milne wale hain.
********************

MOMIN KI IZZAT WA EHTERAAM

Hadith in English

Hazrat Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) narrated that when the Messenger of Allah (may peace be upon him) saw the Ka’bah, he said:

O Ka’bah! How pure you are! The honour and respect of the believer is greater than yours. Allah has made you honourable and (in the same way) has made the wealth, blood and honour of the believer honourable and (because of this respect) it is also haraam.  It is stated that we should have the slightest suspicion about the believer.

Hadith in Roman Urdu

Hazrat Ibn Abbas (RA) riwayat karte hain ke Rasoolullah (SAW) ne ka’abah ko dekh kar ( ta’ajjub se ) irshad farmaya:

Ae ka’aba! tu kis qader pakeeza hai,teri khushbu kis qader umdah hai aur tu kitna ziyada qabil ehtram hai, (lekin) momin ki izzat va ehteram tujh se ziyada hai.

Allah ta’ala ne tujh ko qabil ehtram banaya hai aur (isi tarahan) momin ke maal, khoon aur izzat ko bhi qabil ehtram banaya hai aur (is ehtram ki wajah se) is baat ko bhi haraam qarar diya hai ke hum momin ke baray mein zara bhi
badgumaani Karen.

Plz Share with others – Jazakallahu Khairan

Jumu’a Ke Din Ki Fazilat

********************

 
 

Spread the love

Leave a Reply