You are currently viewing SURAH KAHAF BENEFITS

SURAH KAHAF BENEFITS

Spread the love

SURAH KAHAF BENEFITS

Hadith in English

1. Hazrat Ali (may Allah be pleased with him) said that the Prophet (PBUH) said: Recite Surah Kahaf on Friday will be safe from every fitnah for eight days. 
***********************

2. It is narrated on the authority of Hazrat Soban (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: Whoever reads the last ten verses of Surah Al-Kahf, it will save him from the temptation of Dajjal.

***********************


SURAH KAHAF BENEFITS

Hadith in Roman Urdu

1.Hazrat Ali (RA) farmatay hain ke Rasoolullah (SAW) ne farmaya Jo shakhs jummay ke din Surah

kahaf padh le woh aath din tak yani aglay jummay tak har fitnah se mehfooz rahega aur agar is douraan Dajjal nikal aaye to yeh is ke ftne se bhi mehfooz rahega


***********************

2.Hazrat Soban (RA) se riwayat hai ke nabi kareem (SAW) ne irshaad farmaya surah kahaf ki aakhri

das ayatain padh le to yeh padha hua is ke liye Dajjal ke fitne se bachaye ga.

 

***********************

Benefits of Surah Al – Baqarah

Hadith in English

1. It is narrated on the authority of Abu Masood Ansari that the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace, said:

Whoever recites the last two verses of Surah Baqarah in one night, these two verses will suffice for him. There are two meanings for two bowels to be sufficient. One is that his reader will be safe from every evil that night. Secondly, these two verses will replace Tahajjud.

***********************

2. It is narrated on the authority of Abu Hurayrah (RA) that the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace, said: Everything has a peak (which is higher and higher and the peak of the Holy Qur’an is Surah Baqarah).

The head of all the verses of the Holy Qur’an, that verse is Ayatul-Kursi. (Tirmidhi)

***********************

3. It is narrated on the authority of Nu’man bin Bashir that the Holy Prophet (saw) said: Two thousand years before the creation of the heavens and the earth, Allah Almighty wrote a book.

Reveal two verses from this book on which Allah Almighty has finished Surah Baqarah. Shaitan does not even come near the house where these verses are recited for three nights.

***********************

Surah Baqarah ki fazeelat

Hadith in Roman Urdu

1.Hazrat Abu masood ansari (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya :

Jo shakhs surah baqrah ki aakhri do ayatain kisi raat mein padh le tho yeh dono ayatain is ke liye kaafi ho jayen gi. ( tirmidi )

kaafi ho jane ka matlab ye hain ke un ka padhnay wala is raat har buraiee se mehfooz rahay ga.

***********************

2.Hazrat Abu Hurairah (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya har cheez ki koi choti hoti hai (jo sab se oopar aur balatar hoti hai).

Quran kareem ki choti surah Baqrah hai, aur is mein ek aayat aisi hai jo quran shareef ki saari ayaton ki sardar hai, woh Aayatal kursi.

***********************

3.Hazrat Noman bin Basheer (RA) se riwayat hai ke nabi kareem (SAW) ne irshad farmaya

Aasman ki paidaish se do hazaar saal pehlay Allah ne kitaab likhi. Is kitaab mein se do ayatain nazil farmaeIn Jin par Allah ta’ala ne surah baqrah ko khatam farmaya. yeh ayatain jis makaan mein teen raat tak padhi jaati rahein shaitan is ke nazdeek bhi nahi aata.

***********************

Benefits of Surah Al – Fatiha

Hadith in English

Hazrat Abdul Malik bin Umayr (may Allah have mercy on him) says that the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: In Surah Al-Fatihah, every disease is cured.

***********************

Surah Fatiha ki fazeelat

Hadees in Roman Urdu

Hazrat Abdul Malik bin umayr (RA) farmate hain ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya: Surah fatiha mein har beemari se shifa hai.

***********************

When you get up from the meetings, you may like this also


Spread the love

Leave a Reply