What is Iman –

Hadith in English

1) It is narrated from Hazrat Ali (RA) that the Holy Prophet (SAW) said:

No servant can be a believer unless  he believes in four things

Four Things:

1. Testify that no one is worthy of worship except Allah almighty And  I (Muhammad) am the Messenger of  Allah, He has sent me with the truth.

2. Believe in death.

3. Believe in being resurrected after death. 4. Believe in destiny. (Tirmidhi).

2) Hazrat Abdullah bin Amr bin Aas (Allah be pleased with him) said:

I heard the Messenger of Allah (may peace be upon him) saying:

Fifty thousand years before Allah Almighty created the heavens and   the earth, the destiny of all

creatures. At that time, the throne of Allah Almighty was on the water.       (Tirmidhi)

3)HazratAbu Darda ‘says: I heard the Prophet (pbuh) says: Allah Almighty has finished writing the five words of each servant.

1) The time of his death  2) The scarcity   3) His age   4) Lucky or unlucky.     (Musnad Ahmad)

4) It is narrated on the authority of Anas bin Malik that the Messenger of Allah (PBUH) said: Allah Almighty has ordained an angel on the womb. He keeps on saying:

O my Lord! Now this is the sperm, O my Lord! Now this is clotted blood, O my Lord! Now this is flesh, (in spite of all that Allah Almighty has done, the angel keeps telling Allah Almighty the different forms of the child) then when Allah Almighty wants to create it, the angel asks

what should I write about it? Boy or girl? Or good luck? What will be the provision? What will be the age? So all the details are written when it is in mother’s womb. (Heavy)

Angel asks?

1)  Hazrat Ali (RA) se riwayat hai ke Nabi kareem (SAW) ne irshad farmaya koi bandah mo’min nahi ho sakta jab tak chaar cheezon par imaan na le aaye

Hadith in Roman Urdu

a) Is baat ki gawahi do ke Allah ke siwa koi ibadat ke laaiq nahi aur Muhammed(SAW) Allah ke Rasool hain inhone mujhe haq dekar bheja hai. b) Marne par imaan le aaye

Chaar cheezen?

c) Marne ke ba’ad dubara uthaye  jaane par imaan le aaye d) Taqdeer par imaan le aaye

Chaar cheezen?

2) Hazrat Abdullah bin amru ibne aas (RA) farmate hain ke mein ne Rasoolullah (SAW) ko irshad farmate hue suna Allah ne zameen aur aasmaan banane se 50 hazaar saal pehle maqhlooqaat ki taqhdeerein likhdi thi is waqt Allah ka Arsh paani par tha

Chaar cheezen?

3) Hazrat Abu Dardah (RA) farmate hain ke mein ne Rasoolullah (SAW) ko irshad farmate hue suna Allah har bande ki paanch (5) baatein likh kar faarigh ho chuke hain

Chaar cheezen?

a) Iski maut ka waqt b) Iska rizq c) Iski umr d) Nekbakt hai ya badbakt

Chaar cheezen?

4) Hazrat Anas bin maalik (RA) se riwayat hain Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Allah ne bacche daani par ek farishtah muqarrar farma rakha hai aur woh ye arz karta rehta hai

Ladka ya Ladki Nekbakht ya badbakht Rozi kya hogi  Umr kitni hogi  saari tafseelaat isi waqt likhli jaati haijab ye maa ke pet mein hota hain

AYE MERE RAB:

2

Ab ye nutfah hai Ab ye jama hua khoon hai Ab ye gosht ka lothda hai

Chaar cheezen?

Allah ke sabh kuch jaanne ke bawajood Farishtah Allah ko bacche ki mukhtalif shaklein batata rehta hai phir jab Allah Isko pyda karna chahte hain tho farishta poochta hai iske mutalliq kya likhoon