You are currently viewing What is Iman

What is Iman

Spread the love

What is Iman

Hadith in English

1) It is narrated by Hazrat Ali (RA) that the Holy Prophet (SAW) said: No servant can be a believer    unless he believes in four things.


Four Things:

1. Testify that no one is worthy of worship except Allah Almighty and I (Muhammad) am the Messenger of  Allah, He has sent me with the truth.

2. Belief in death.

3. Believe in being resurrectedafter death.

4. Belief in destiny. (Tirmidhi).

********************

2) Hazrat Abdullah bin Amr bin Aas (Allah be pleased with him) said: I heard the Messenger of Allah  (may peace be upon him) saying:

Fifty thousand years before Allah Almighty created the heavens and the earth, Allah  wrote the destiny of all creatures. 

At that time, the throne of Allah Almighty was on the water.

********************

3) Hazrat Abu Darda ‘says: I heard the Prophet (PBUH) say: Allah Almighty has finished writing the    five words of each servant.

    1) The time of his death
    2) The sustenance
    3) His age
    4) Lucky or unlucky.
(Musnad Ahmad)

********************

4) It is narrated on the authority of Anas bin Malik that the Messenger of Allah (PBUH) said: Allah has appointed an angel over the womb. He keeps on saying:

O, my Lord! Now, this is the sperm,
O, my Lord! Now, this is clotted blood,
O, my Lord! Now, this is flesh,
(in spite of all that Allah Almighty has done, the angel keeps telling the different forms of the child).
when Allah Almighty wants to create it

Angel ask

what should I write about it?
Boy or girl?
Good luck or Bad luck?
What will be the provision?
What will be the age?
So all the details are written when it
is in the mother’s womb. 

***********************

Latest Posts About Ramadan 2022

1.Virtue and Importance of Ramadan Fasting
2. About Shab-e-Qadr {Laylatul Qadr}
3.Virtue and Benefits of Itikaaf

***********************

What is Iman

What is Iman?

Hadith in Roman Urdu

1)  Hazrat Ali (RA) se riwayat hai ke Nabi kareem (SAW) ne irshad farmaya koi bandah mo’min nahi ho sakta jab tak chaar cheezon par imaan na le aaye

Chaar cheezen?

a) Is baat ki gawahi do ke Allah ke siwa koi ibadat ke laaiq nahi aur  Muhammed (SAW) Allah ke Rasool hain inhone mujhe haq dekar bheja hai.

b) Marne par imaan le aaye

c) Marne ke ba’ad dubara uthaye jaane par imaan le aaye

d) Taqdeer par imaan le aaye

********************

2) Hazrat Abdullah bin amru ibne aas (RA) farmate hain ke mein ne Rasoolullah (SAW) ko irshad farmate hue suna

Allah ne zameen aur aasmaan banane se 50 hazaar saal pehle maqhlooqaat ki taqhdeerein likhdi thi is waqt Allah ka Arsh paani par tha

********************

3) Hazrat Abu Dardah (RA) farmate hain ke mein ne Rasoolullah (SAW) ko irshad farmate hue suna

Allah har bande ki paanch baatein likh kar faarigh ho chuke hain

a) Iski maut ka waqt

b) Iska rizq

c) Iski umr

d) Nekbakht hai ya badbakht

*********************************

4) Hazrat Anas bin maalik (RA) se riwayat hain Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya

Allah ne bacche daani par ek farishtah muqarrar farma rakha hai aur woh ye arz karta rehta hai 

AYE MERE RAB:

Ab ye nutfah hai
Ab ye jama hua khoon hai
Ab ye gosht ka lothda hai

Allah ke sabh kuch jaanne ke bawajood Farishtah Allah ko bacche ki mukhtalif shaklein batata rehta hai phir jab Allah isko pyda karna chahte hain tho farishta poochta hai iske mutalliq kya likhoon

Ladka ya Ladki

Nekbakht ya badbakht

Rozi kya hogi

umr kitni hogi

saari tafseelaat isi waqt likhli jaati hai

jab ye maa ke pet mein hota hain

**********************

Zuban Ki Hifazat  You may like this also


Spread the love

This Post Has One Comment

Leave a Reply