You are currently viewing Zuban ki hifazat

Zuban ki hifazat

Spread the love

Zuban ki hifazat

Hadith in English

1) Hazrat Abu Hurayrah (RA) narrated that the Prophet (PBUH) said: The beauty and perfection of man’s Islam is that he refrains from idle talk

Hadith means: not talking nonsense and avoiding unnecessary troubles is a sign of perfect faith and is the splendor of Islam.

***************************

2) It is narrated on the authority of Hazrat Sahl bin Saad (RA) that the Messenger of Allah (PBUH) said: Whoever gives me the responsibility of the limbs between his jaws and his legs (that he will not misuse the tongue and the penis) then I will take the responsibility of heaven.

***************************

3) It is narrated on the authority of Hazrat Haris bin Hisham (RA) that he asked the Messenger of Allah (PBUH) ?  He pointed to his blessed tongue and said Keep it under your control

***************************

4) It is narrated on the authority of Abu Juhaifah (RA) that the Prophet (PBUH) asked the Sahaabah?

What is the most pleasing deed in the sight of Allah? All remained silent and no one answered, so he said: The most preferred action is to protect the tongue.

***************************

5) It is narrated on the authority of Anas bin Malik (RA) that the Prophet (PBUH) said A servant cannot attain the faith unless he protects his tongue. (Tabarani Majma ‘Al-Zawaid)

***************************

6) Hazrat Oqba bin Amir (RA) said I said: O Messenger of Allah! What is the way to salvation?
The Prophet (PBUH) said: Control your tongue, stay in your house (do not go out in vain and weep over your sins.)
(Tirmidhi)

***************************

TO WATCH THE VIDEO PLZ CLICK ON THE BELOW LINK

https://www.youtube.com/watch?v=4MTEp2MKMHs

***************************

Zuban ki hifazat

Hadith in Roman Urdu

1) Hazrat Abu Hurairah (RA) riwayat karte hain ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Aadmi ke islam ki khoobi aur kamaal ye hai ke woh fuzool kaamon aur baaton ko chodh dein.

***************************

2) Hazrat sahl bin saad (RA) riwayat karte hain ke  Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Jo shaks mujhe apne dono jabbdon aur dono taangon ke darmiyan waale a’aza ki zimmedari de dein (Zuban aur sharmgah) tho mein iske liye jannat ki zimmedari deta hoon.

***************************

3) Hazrat Haris bin hisham (RA) se riwayat karte hain ke inhone Rasoolullah (SAW) se arz kiya Mujhe koi aisi cheez batadein jise mein mazbooti se pakda rahoon Aap (SAW) ne apni zuban e mubarak ki taraf isharah karke farmaya isko apne kaabu mein rakho

***************************

4) Hazrat Abu Juhaifah (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW) ne sahabah se poocha Allah ke nazdeek sabse pasandeedah amal kaunsa hai? sab khamosh rahe kisi
ne koi jawaab nahi diya tho Aap (SAW) ne irshaad farmaya sab se ziyadah pasandeedah amal zuban ki hifazat hai

***************************

5) Hazrat Anas bin maalik (RA) se riwayat hai ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya Bandah jab tak apni zuban ki hifazat na karle imaan ki haqeeqat ko haasil nahi kar sakta

***************************

6) Hazrat oqbah bin aamir (RA) farmate hain ke mein ne arz kiya Ya rasoolullah (SAW) Najaat haasil karne ka kya tariqah hai Aap (SAW) ne irshad farmaya apni zuban ko kaabu mein rakho apne ghar mein raho fuzool bahar na fhiro aur apne gunahon par roya karo

***************************

HURTFUL TALK

Hadith in English

Allah said to His Messenger peace and blessings of Allah be upon him: And say to My slaves: That they should say something that is better (it does not hurt anyone because Satan fights with each other because of hurtful talk. Indeed, Satan is the open enemy of man. (Bani Israel)
***************************
TAKLEEF DEH BAAT

Hadith in Roman Urdu

Allah ta’ala ne apne Rasool (SAW) se irshad farmaya : aur aap mere bandon se farmadijiye ke woh aisi baat kaha karen jo behtar ho (is mein kisi ki dil aazari na hoti ho kyunkay shaitan dil azaar baat ki wajah se aapas mein lada deta hai waqai shaitan insaan ka khula dushman hai. (Bani Israel)

***************************


Spread the love

This Post Has One Comment

Leave a Reply