You are currently viewing Bikhray Moti Quotes

Bikhray Moti Quotes

Spread the love

Bikhray Moti Quotes

HADITH IN ENGLISH

Which creature was created on which day?

There is a hadith in Sahih Muslim and Nasa’i, Hazrat Abu Hurayrah (R.A) says that the Messenger of Allah took my hand and said:

Allah created the soil on Saturday and
The mountains on Sunday
The trees on Monday
The evils on Tuesday
The light on Wednesday
The animals on Thursday
And Adam (A.S) on Friday, in the last hour of Friday after Asr in the time from after Asr to night (Tafseer Ibn Kathir).

HADEES IN ROMAN URDU

Kaun si Makhlooq kaun se din paida ki gayi?

Sahih muslim aur nisayi mein hadees hai, Hazrat Abu hurerah (R.A)  bayan farmatay hain ke Rasoolullah (S.A.W) ne mera haath pakada aur farmaya

Matti ko Allah ta’ala ne hafte ke din paida kiya
Pahadon ko Itwaar ke din
Darakhton ko peer ke din
Buraiyon ko mangal ke din
Noor ko budh ke din
Janwaron ko jumeraat ke din aur
Aadam (A.S) ko jummay ke din, asar ke baad jummay ki aakhri saa-at mein asar ke baad se raat tak ke waqt mein. (Tafseer Ibn kaseer)

To watch the video click on the below link

Kaun si Makhlooq kaun se din paida ki gayi?

Emaan Ki Alamaat

*********************

HADITH IN ENGLISH

Call the Adhan in the ear of the grieving

A person who is suffering from grief and sorrow will be relieved by calling the Adhan in his ear. Hazrat Ali (May God bless him and grant him peace) says that the Holy Prophet (PBUH) me sad and said: Ibn Abi Talib, do I see you sad? I said yes. The Prophet ﷺ said, “Ask someone from your family to call the Adhan in your ear because it is a remedy for grief“.

Hazrat Ali (May God bless him and grant him peace) says that when I did this act, my grief went away, similarly, all the narrators of the hadith tried it and they all found it to be effective.

HADEES IN ROMAN URDU

Ghamgeen Ke Kaan Mein Adhan Dena

Jo shakhs kisi ranj o gham mein mubtala ho is ke kaan mein aAdhan denay se is ka ranj o gham door hota hai. Hazrat Ali (R.A) farmatay hain ke Rasool-e- Akram (S.A.W)  ne mujhe ghamgeen dekh kar farmaya Ibn abi taalib mein tumhe ghamgeen dekh raha hoon?  Mein ne kaha : jee haan. Aap ne farmaya ke” tum apne ghar walon mein se kisi se kaho ke woh tumahray kaan mein Adhan day kyunkay yeh gham ka ilaaj hai.”
hazrat Ali karam Allah wajah farmatay hain ke mein ne yeh amal kya to daur ho gaya, isi terhan hadees ke tamam ne aazma kar dekha to sab ne is ko mujrib paaya.

To watch the video click on the below link

Ghamgeen Ke Kaan Mein Adhan Dena

*********************

HADITH IN ENGLISH

Call the Adhan in the ear of bad manners

Whoever has a bad habit, be it a human being or an animal, then call the Adhan in his ear. Hazrat Ali, may God bless him and grant him peace, it is narrated that the Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said: “Whoever becomes ill-mannered, be it a human being or an animal, call the Adhan in his ear.”

HADEES IN ROMAN URDU

Badakhlaaq Ke Kaan Mein Adhan Dena

Jis ki aadat kharab ho jaye, khwah insaan ho ya jaanwar, is ke kaan mein bhi Adhan di jaye, Hazrat Ali (R.A) se riwayat hai ke Rasool-e-Akram (S.A.W) ne irshad farmaya ” Jo badakhlaaq ho jaye, khwah insaan ho ya jaanwar is ke kaan mein Adhan do.”

To watch the video click on the below link

Badakhlaaq Ke Kaan Mein Adhan Dena

*********************


Spread the love

Leave a Reply