You are currently viewing Jannat Mein 6 Cheezain Nahi Hain

Jannat Mein 6 Cheezain Nahi Hain

Spread the love

Hadees in Roman Urdu

Jannat Mein 6 Cheezain Nahi Hain

Jannat mein 6 cheezein nahi honngi. Jannat mein sab kuch hoga lekin 6 cheezein nahi honngi:

1. Mout nahi hogi
2. Neend nahi hogi
3. Hasad nahi hoga
4. Najasat nahi hoga
5. Budhapa nahi hoga
6. dadhi nahi hogi

Hadith in English

Six things will not be there in Heaven

There will not be six things in heaven. Everything will be in heaven, but there will not be six things:

  1. There will be no death
  2. no sleep
  3. no envy
  4. no impurity
  5. no old age
  6. no beard

************************

Peer ko 6 khusoosiyaat

Hazrat Abdullah bin Abbas (R.A) farmatay hain: Peer ko seerat nabwi ke sath ek khaas munasibat aur khusoosiyat hai woh yeh hai:

1. Peer ke din Huzoor (S.A.W) ki wiladat hui2. Peer ke din hi Rasoolullah (S.A.W) ko Nabuwwat mili
3. Peer ke din Nabi (S.A.W) ne Hajr-e-Aswad ko is ki jagah par rakha
4. Peer ke din Rasoolullah (S.A.W) ne Mecca Mukarramah se madinah   Munawwara ki taraf hijrat ke liye apna safar gaar-e-soar se shuru kiya
5. Peer ke din Rasoolullah (S.A.W) madinah Munawwara pahunche
6. Peer ke din Rasoolullah (S.A.W) ki wafaat hui

Six features on Monday

Hazrat Abdullah bin Abbas, may God be pleased with him, says:

On Monday, there is a special appropriateness and characteristic with the biography of the Prophet Muhammed (PBUH) that is:

  1. On Monday, the birth of the Holy Prophet (PBUH) was auspicious.
  2. Prophet (PBUH) hood was received on Monday itself.
  3. Prophet ​​(PBUH) placed the Black Stone in its place on Monday.
  4. On Monday, the Prophet (PBUH) started his journey from Ghar-e-soar to migrate from Makkah to Madinah.
  5. Prophet (PBUH) reached Madinah on Monday.
  6. The tragedy of Prophet Muhammed (PBUH) death happened on Monday.

      (Musnad Ahmad: 1/277, Number of Hadith 2506)

************************

Seeing fault’s

Do not see people’s faults, otherwise Allah will disgrace them. It is in the hadith Sharif.

Whoever finds fault with his Muslim brother, Allah Ta’ala will find his fault and disgrace him to such an extent that even his family will start looking at him with evil eyes. (Tafseer Ibn Kathir: 492/3)

Aib dekhna

Logon ke aib na tatolo warna Allah taala ruswa kar day ga hadees shareef mein hai bandgaan kkhuda ko aeza na do, inhen aar na dilao, unki posheedgiyan na tatolo

Jo shakhs apne musalman bhai ke aib tatole ga, Allah taala is ke aib ke peechay padh jaye ga aur usay yahan tak ruswa kare ga ke iske ghar walay bhi usay buri nazar se dekhnay lagen ge. (Tafseer Ibn Kathir: 492/3)

************************


Spread the love

Leave a Reply