You are currently viewing Allah Par Yakeen

Allah Par Yakeen

Spread the love

Allah Par Yakeen

Event In English

A father was walking with his son when he saw a vineyard on the road. When he saw a vineyard, he was tempted to eat grapes. He made the child stand outside and said,

“Look, when someone comes, give me a voice. Now he went, and as soon as he stretched out his hand to pluck the grapes, the child shouted, “Father, someone is watching us.” Who is watching? There is no servant here.

The child said, “Abu man is not watching. The Lord of slaves is watching. Our belief could not be like his.”

******************************Allah Par Yakeen

Event In Roman Urdu

Ek baap – apne betay ke sath ja raha tha unko angoor ka baagh nazar aaya to waalid ka dil lalchaya ke bhy angoor khatay hain, is ne bachay ko khada kiya bahar aur kaha ke dekho jab koi aaye to mujhe aawaz day dena mein ja kar zara angoor todta hoon ab woh gaya aur jaisay hi angoor todnay ke liye – aapne haath badhaya to bachay ne shore macha diya, Abu abu hamein koi dekh raha hai, tho baap samjha ke koi bandah aa gaya to woh utar kar sehem kar agay gaya idhar udhar dekha tho koi nahi tha kehnay laga kon dekh raha hai yahan tho koi bandah nahi, Bachay ne kaha abbu bandah nahi dekh raha hai bundon ka Allah dekh raha hai, hamara tho yaqeen is ke jaisa bhi nah ban saka

****************************

Paanch cheezon ko ganeemat samjho
paanch cheezon se pehle

Hadith in English

The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: Think of five things as spoils

1) Consider life a spoil before death
2) Seize the opportunity before engaging
3) Consider youth as booty before old age
4) Consider wealth as booty before poverty
5) And consider health as a before illness

***********************

Hadith in Roman Urdu

1) zindagi ko ghanemat samjho mout se pehlay

2) fursat ko ghanemat samjho mashgooli se pehlay

3) jawani ko ghanemat samjho budhapay se pehlay

4) maal ko ghanemat samjho faqheeri se pehlay

5) Aur sehat ko ghanemat samjho bemari se pehlay

****************************

Allah’s punishment on a worshipper

Hadith in English

Hazrat Jaabir (may Allah be pleased with him) says that The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: Allah Almighty ordered to Jibrail (PBUH) to overthrow such and such a city along with its people.

Jibrail (PBUH) said: O my Lord! There is a servant of yours in this city who did not disobey you even for a moment.

Allah (SWT) said :

The Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: Allah said to Jibrail (PBUH): Turn this city over to all the people of the city, including him because seeing the people of the city disobeying me, the color of this person’s face did not change even for an hour.

****************************

 Ek ibadat guzaar par Allah ka azaab

Hadith in Roman Urdu

Hazrat jaabir (RA) farmatay hain ke Rasoolullah (SAW) ne irshad farmaya :

Allah ta’ala ne hazrat jibrael (AS) ko hukum diya ke falan shehar ko shehar walon samait ulat do.
Hazrat jibrael alaihis salam ne arz kiya  Ae mere rab! is shehar mein aap ka falan bandah bhi hai jis ne ek lamha bhi aap ki nafarmani nahi ki.

Rasoolullah (SAW) farmatay hain ke Allah ta’ala ne hazrat jibrael (AS) se irshad farmaya ke tum is shehar ko is ke samait saaray shehar walon par ulat do.

Allah ki Na farmaani karne waalon 
ko dekhkar kya karna chahiye ?

kyunkay shehar walon ko meri nafarmani karta huwa dekh kar is shakhs ke chehray ka rang ek
ghadi ke liye bhi nahi badla. (Mishkaat)

Allah ta’ala ke irshad ka haasil yeh hai ke beshak mere is bande ne kabhi bhi meri nafarmani nahi ki, magar is ka yeh jurm hi kya kam hai ke log is ke samnay gunah karte rahay aur woh itminan ke sath un ko dekhta raha, buraiee phelti rahi aur

log Allah ki nafarmani karte rahay magar un buraiyon aur nafarmani karne walon ko dekh kar is ke chehray par kabhi bhi nagawari ke aasaar mehsoos nahi hue.

****************************

He gives thanks to Allah for the blessings of that day


Spread the love

Leave a Reply